Posts

Intezaar

Image
                                                              Intezaar by Harry Goswami इंतज़ार ! उसके और मेरे दरमिया शायद ही ,  कुछ रह गया था जो चल रहा था (x2) । उसकी याद कभी-कभी उठा देती है मुझे सवेरे ।। हमारे बीच सब कुछ खत्म हो गया है,  या फिर कुछ चल रह है (x2) । जो भी है , मुझे सब पता चल रहा है ।। उसे मोहब्बत हो गई है, अब किसी और से (x2) । मेरा हाल तो ठीक नहीं पर उसका अच्छा चल रहा है ।। मोहब्बत हो गई ,  है ना - तो फिर बताओ तुम उसकी आंखों के बारे में क्या जानते हों (x2) । चल छोड़ो ये बताओ तुम उसे मानना तो जानते हो ।। उसके लिए मैंने ज्यादा कुछ भी लिखा है , के जिस दिन से तुम्हे खुद से दूर कर है । उस दिन से – सोना , खाना, दोस्त , यार , सब दूर कर दिए है मैने ।। मैने एक दफा कोशिश करी थी, तुझे वापिस लाने की – (x2) पर तुम्हे उसकी बाहों से फुरसत ही कहा थी । फीका हो गया है ,  मेरे लिए सब कुछ . (x2) अब किसी से...

Kaisi Hogi Woh ?

Image
kaisi hogi woh by harry goswami 99                                      Kaisi Hogi Woh ? Woh raat ke shayad 2 baj rhe the , Mere charo aur sannaata chaaya hua tha. Aur maan mein ek hi khayal  aah raha tha " kaisi hogi woh ? " " Aur Kareeb kareeb 2 saal se  main use jaanta tha or sayad  pichle 6 mahino se mujhe yeh bhi   pata tha ki uska boyfriend hai. " " Mere dimag mujhe yeh Tak  bol Chuka tha  Ki woh mere saath nhi reh sakti , Quki jab main aankhe band karta hu  toh mujhe woh nazar aati hai , Lekin jab woh apni aankhen band karti hai  toh use koi chehra nazar aata hai, Jise woh sayad Be-Intehaa chahti hai. " " Woh saksh jise yeh chahti thi  or sayad jo iski choti-choti baato  ko nazar aandaz karta hai, Ya sayad kabhi-kabhi gussa bhi Kar deta hoga. Par isne us saksh ko apne  Dil ka sa...

Pehli Mulaqat

Image
pehli mulaqat by harry goswami                                       Pehli Mulaqat Tum lagti ho mujhe ek khwaab ki tarah, Jis khwaab ka jawaab mein sadiyo se dundh raha hu. Tum lagti ho mujhe uss jawab ki tarah. Ikraar bhi nhi Kara , aitbaar bhi nhi kara. Pyaar toh bahut dur ki baat hai , usne toh inkar bhi nhi Kara. Kaafi din ho gye the usne mere msg ka reply nhi Kara tha, Haa hum kaafi mahino se,   ek dusre se baate Kar rhe the. Par na jaane kuch haafto se woh baate aadhuri chod ja rhi thi. Raat ka waqt tha ghadi mein sayad 9:30 baj rhe the, Tabhi Maine Apna phone nikala or use message Kiya, " Next Sunday Coffee peene chale , Just You and Me " . Send Kara or gusse mein sone Chala gaya, Or pata nhi kaise subah jldi Meri neend khul gyi, Maine apni band ankhon se phone dhundha or dekha ki uska reply aaya hai ya nhi, Par abhi Tak koi reply nhi a...

Waada - Promise

Image
waada - harry goswami                                               Promise ? You'll probably feel bad about some things today. And maybe you also regret, this condition of my heart. That how I was so restless to meet you once, As if my sleep was lost somewhere. I felt a different happiness, You probably do not even have an idea. I was happy with that false promise of yours, Seeing and seeing time passed ,The days went on, and after that, the day came that I was eagerly waiting for the day. On that day I was seated with great hope to you, But all my hopes were closed and your promise was not fulfilled. ******** "" Yes you promised that you will come, you promised that you will come, And I was also waiting for that time, the weather was cold winds But you did not come, what about your promises?  "" ******** Well okay ... well okay.....

The Bond - Rishta

Image
The Bond - Rishta By Harry Goswami Rishta ( The Bond) Na Jaane kaun sa rishta juda hai Mera tujhse, Jo mujhe Teri aur kheecha le aata hai. Na Jaane kaun sa rishta juda hai Mera tujhse, Jo Tere Jane ke baad bhi , Teri parchai ko mehsoos karta hu. Waqt ka aalam kuch iss qadar hai , Ke log samjhte nhi alfaaz mere, Ek tu thi Jo meri khamoshi bhi jaan jaati thi. Bahut majboot hai , yeh naye rishte Par Kya karu , Mera Dil aaj bhi uss nazuk se rishte, Ko sambhalne mein lag jata hu. Na Jaane kaun sa rishta juda hai Mera tujhse, Jo mujhe Teri aur kheecha le aata hai. Band karna chahta hu main , Teri yaado ki kitaab ko. Par naa Jane Q uss kitaab ko Roz, Mehsoos Karne ko jee chahta hai. Chand si chamakti Hui , Meri mohabbat ko tu pehchan na payi. Yeh Kya Kiya tune ke, Mujhi ko badnaam kar Diya. Haa main abhi bhi Beintehaa , Mohabbat karta hu tujshe. Haa main abhi bhi Beintehaa , Mohabbat karta hu tujshe. Par tu yeh maat samj...